
Haseen Yadoon K Kuch MauSaM Ussey Arsaal Krney Hein FARAZ!…
SuNa Hai Shub Ko Tanhai Ussey Soney Nahi Deti.~!
—————————@@@@—————————–
Zinda tha to kisi ne na pucha haalat-e-jigar,
Ab mar gaye hain to mitti main dabanay aagaye,
Chor k dunya
Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz.
Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai.
———————————-
Yeh wafa to un dinon ki baat hay “Fraaz”
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy……
———————————-
Kon data …
Aik nafrat hee nahi duniya mein dard ka sabab Faraz…
MOHABBAT bhi sakoon walon ko bari takleef deti hain.
——————–@@@@@@@@@———————-
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye Faraz….
Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha…
——————–@@@@@@@@@———————-
Tumhari…
chere main ne kabhi lab-o-rukhsar ke qisse
gahe gul-o-bulbul ki hikaayat ko nikhaaraa
gahe kisi shahazaade ke afsane sunaaye
gahe kyaa duniyaa-e-paristaan kaa nazaaraa
main khoyaa rahaa jin-o-malaik ke jahaan main
har lahajaa agarche mujhe aadam ne pukaaraa
barason yon…
Main need ka shukeen zayada tu nahi FARAZ Lakin,
Kuch khuwab na daikhoun tu guzara nahi hota…
yahi such hai har insan dosre ko dokha deta hai
yeh poetry in halaat mey dil ko sakon deti hai
[Sender: Nousheen]
…
Ye Din Bhi Qayamat Ki Tarah Guzra Hai “Faraz”
Janey Kya Baat Thi Har Baat Pe Rona Aaya…!
———————–
Bus Woh ShakS Acha LaGa Ussey Saaf Keh Dala HuMNe “FARAZ”!
Dil Ki Baat Hai HuMSe MunafQaT Na Ho Saki.!
———————–…
ab ke tajdid-e-vafa ka nahin imkan jana
yad kya tujh ko dilayain tera paiman jana
yon hi mausam ki ada dekh ke yad aya hai
kis qadar jald badal jate hain insan jana
zindagi teri ata thi so tere nam…
chere main ne kabhi lab-o-rukhsar ke qisse
gahe gul-o-bulbul ki hikaayat ko nikhaaraa
gahe kisi shahazaade ke afsane sunaaye
gahe kyaa duniyaa-e-paristaan kaa nazaaraa
main khoyaa rahaa jin-o-malaik ke jahaan main
har lahajaa agarche mujhe aadam ne pukaaraa
barason yon…
Zakhm Ko Phul To Sar Sar Ko Saba Kahte Hain
zakhm ko phul to sar sar ko saba kahte hain
jane kya daur hai kya log hain kya kahte hain
kya qayamat hai ke jin ke liye ruk ruk ke…